Muhammad Iqbal said this quote

Diyar-e-Ishq Mein Apna Maqam Paida Kar,Naya Zamana, Naye Subah-o-Sham Paida Kar;Khuda Agar Dil-e-Fitrat Shanas De Tujh Ko,Sakoot-e-Lala-o-Gul Se Kalaam Paida Kar;Mera Tareeq Ameeri Nahin, Faqeeri Hai,Khudi Na Baich, Ghareebi Mein Naam Paida KarBuild in love’s empire your hearth and your home;Build Time anew, a new dawn, a new eve!Your speech, if God give you the friendship of Nature,From the rose and tulip’s long silence weaveThe way of the hermit, not fortune, is mine;Sell not your soul! In a beggar’s rags shine.